home | favorieten | fotoalbum | stats | gelinkt door | beheer | maak je eigen weblog aan! | Mag ik je kaartje !? punt.nl

Aa Jeele Ek Pal Mein
Persoonlijk | media | 24 November 2005 | 14:44:20
 
Mausam ne kaha phoolon se, phoolon ne kaha khusbu se
Khusbu ne kaha bhawaron se, bhawaron ne kaha shabnam se
Reh jaayengi yeh nishaniya, rahe na rahe hum
aa jeele ek pal mein sau janam
aa jeele ek pal mein sau janam
aa jeele ek pal mein sau janam

la la la la la la

Reh jaayengi yeh nishaniya, rahe na rahe hum
aa jeele ek pal mein sau janam
aa jeele ek pal mein sau janam
aa jeele ek pal mein sau janam

Tamanna jaga ke tune hame jeena sikhaya
Tamanna jaga ke tune hame jeena sikhaya
tanha thi har lamha main tune armano ko jagaya
yeh silsilay yeh dastaan kabhi hongi na khatam
aa jeele ek pal mein sau janam
aa jeele ek pal mein sau janam

Ek nazar kiya mili badle hai sare nazare
Ek nazar kiya mili badle hai sare nazare
Do kadam kiya chale mil gaye humko sahare
Yeh aarzoo yeh justuju kahin ho na mera bharam
aa jeele ek pal mein sau janam
aa jeele ek pal mein sau janam

Reh jaayengi yeh nishaniya, rahe na rahe hum
aa jeele ek pal mein sau janam
aa jeele ek pal mein sau janam
aa jeele ek pal mein sau janam
reacties 15 | bewerk | geef kudos | verstuur | kopieer | bekeken x 5485

Mag ik je kaartje !?

| 15 Januari 2005 | 20:41:16
 
Jaane Dil Mein Kab Se Hai Tu
Jab Se Main Hoon Tab Se Hai Tu
Mujhko Mere Rab Ki Kasam
Yaara Rab Se Pehle Hai Tu
Yaara Rab Se Pehle Hai Tu
Jaane Dil Mein Kab Se Hai Tu
Jab Se Main Hoon Tab Se Hai Tu
Mujhko Mere Rab Ki Kasam
Yaara Rab Se Pehle Hai Tu
Jaane Dil Mein Kab Se Hai Tu
Jab Se Main Hoon Tab Se Hai Tu
Mujhko Mere Rab Ki Kasam
Yaara Rab Se Pehle Hai Tu
Haan Yaara Rab Se Pehle Hai Tu

Raahein Chale Na Chale Chalte Hai Yeh Raaste
Aao Chalo Rut Goon Raaste Mein Kis Waaste
Mein To Khadi Hoon Yahin Yaar Mila Jab Se Hai Tu
Jaane Dil Mein Kab Se Hai Tu
Jab Se Main Hoon Tab Se Hai Tu
Mujhko Mere Rab Ki Kasam
Yaara Rab Se Pehle Hai Tu
Haan Yaara Rab Se Pehle Hai Tu

Naadaan Ho Jaate Hai Anjaan Ho Jaate Hain
Ek Dusre Pe Chalo Qurbaan Ho Jaate Hai
Tu Hai Jahan Main Hoon Wahan Mujhko Pyaara Sab Se Hai Tu
Jaane Dil Mein Kab Se Hai Tu
Jab Se Main Hoon Tab Se Hai Tu
Mujhko Mere Rab Ki Kasam
Yaara Rab Se Pehle Hai Tu
Jaane Dil Mein Kab Se Hai Tu
Jab Se Main Hoon Tab Se Hai Tu
Mujhko Mere Rab Ki Kasam
Yaara Rab Se Pehle Hai Tu
Haan Yaara Rab Se Pehle Hai Tu
reacties 5 | bewerk | geef kudos | verstuur | kopieer | bekeken x 1811

Is Dil Pe Lagte Hai Jo Woh Zakhm Dikhte Nahin
| 15 Januari 2005 | 20:35:15
 
Is Dil Pe Lagte Hai Jo Woh Zakhm Dikhte Nahin
Apnose Milte Hai Jo Woh Dard Mite Nahin
Maine Paas Apne Nahin Bas Door Jabse Hai Tu
Bas Door Jabse Hai Tu
Jaane Dil Mein Kab Se Hai Tu
Jab Se Main Hoon Tab Se Hai Tu
Mujhko Mere Rab Ki Kasam
Yaara Rab Se Pehle Hai Tu
Yaara Rab Se Pehle Hai Tu

Achcha Hai Haste Huve Ho Jaaye Hum Tum Juda
Yeh Koi Na Poochle Woh Humsafar Kaun Tha
Ab To Mujhe Yaad Nahin Saath Mere Kab Se Hai Tu
Saath Mere Kab Se Hai Tu
reacties 6 | bewerk | geef kudos | verstuur | kopieer | bekeken x 2219

| 15 Januari 2005 | 20:15:41
nou zo dat jullie heb ik heel veel liedjes dat is voor my het blangrijk dus ik ga maar verder
deze liedjes is my favoriete liedjes van main hoon na:Dat betekent ik ben er
 
Aa…aa…
Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na
Bechain main hoon, beqaraar main hoon na
Koyi toh ho aisa, jisko apna keh sakoon
Koyi toh ho aisa, jiske dil mein reh sakoon ho…
Koyi toh kehta ek baar main hoon na
Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na
Bechain main hoon, beqaraar main hoon na

Aa…aa…

Jo bandhan toote, jo apne roothhe
Paas aa jaayein phirse dooriyaan
Ye kyun hota hai, ke dil rota hai
Bebas ho jaati hai, ye zabaan
Apne toh saare is kinaare reh gaye -2 ho..
Tanha chala jo us paar main hoon na
Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na
Bechain main hoon, beqaraar main hoon na

Jahaan bhi main jaaun, jahaan bhi main dekhoon
Saare chehre begaane se hain
Kabhi koyi tha, jo mera hi tha
Ye qisse ab afsaane se hain
Kal zindagi ne khel khele the gaye
Kuch log jeete, jeet ke sab le gaye ho..
Hisse mein aaya jiske haar main hoon na
Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na
Bechain main hoon, beqaraar main hoon na
reacties 2 | bewerk | geef kudos | verstuur | kopieer | bekeken x 1536

Chale jaise hawaayein, sanan sanan
| 15 Januari 2005 | 20:02:37
 
Dha dhin dha, dha dha dhin dha, ta dha dha, dhin ta, dhin ta
(Aa…)  

Na na na na na na na na na na na na na…-2  

What's up?  

Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Jaayein titliyaan jaise chaman chaman
Yunhi ghoomoon main bhi magan magan
Hey hey! Hey hey! Hey hey! wo…
Hey hey! Oho aaha…aa…
Main diwaani dil ki raani, kabse anjaani
Sab kehti hoon woh karti hoon, jo hai thhaani
Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan 

Dhum dhum dhum! 
Aa chak dhum, dhum dhum dhum -3
Aa chak dhum dhum!  

What's up? 
Say what? 

Koyi roke koyi aaye, jitna bhi mujhko samjhaaye
Main na sunoongi kabhi
Apni hi dhun mein rehti hoon
Main pagli hoon main ziddi hoon
Kehte hain ye toh sabhi
Koyi…nahin jaana, ke armaan kya hai mera
Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Jaayein titliyaan jaise chaman chaman
Yunhi ghoomoon main bhi magan magan
Hey hey! Hey hey! Hey hey! wo…
Hey hey! Oho aaha…aa…
Main diwaani dil ki raani, kabse anjaani
Sab kehti hoon woh karti hoon, jo hai thhaani
Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan 

Aa… 

Na na na na na na na na na na na na na na na na -2 

Aaye haseena ye toh aaye, mujhko dikhaane apni adaayein
Main bhi kuch kam nahin yeah!
Aankhon mein aankhein jo daaloon
Dil main chura loon, hosh chura loon
Koyi ho kitna haseen
Mera..ho gaya woh…jo ik baar mujhse mila
Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Jaayein bhawrein jaise chaman chaman
Yunhi ghoomoon main bhi magan magan 

Hey hey! Hey hey! Hey hey wo…
Hey hey! Oho aaha…aa… 

Main diwaana main anjaana, kabse begaana
Hoon awaara lekin pyaara, sab ne maana
Chale jaise hawaayein, sanan sanan 

Ude jaise parinde gagan gagan 

Jaayein bhawrein jaise chaman chaman 

Yunhi ghoomoon main bhi magan magan 

Chale jaise hawaayein, sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
reacties 5 | bewerk | geef kudos | verstuur | kopieer | bekeken x 1745

Aankhon Ne Tumhari Meethi Baton Ne
| 15 Januari 2005 | 19:43:01
 
Aankhon Ne Tumhari Meethi Baton Ne
Aankhon Ne Tumhari Meethi Baton Ne
Meri Neend Udayi Mera Chain Churaya
Sapna Sajaya Apna Banaya
Apna Banake Sapna Sajake
Chupke Se Sikhaya Pyaar
Dheere Dheere Is Dil Ka Cheena Hai Karaar

Deewana Ishq Ka Main To Hone Laga
Zulfon Ki Uth Mein Jana Dhone Laga
Mera Kehna Na Mane Meri Pyaas Na Jane
Dhak Dhak Dhadke Dil Mera Tadpe
Rangeen Safar Mein Aisi Amar Mein
Dard Utha Pehli Baar
Dheere Dheere Is Dil Ka Cheena Hai Karaar
Dheere Dheere Is Dil Ka Cheena Hai Karaar

Yaadon Mein Aaj Kal Kaatoon Main Raat Din
Jhoota Sa Jahan Lagat Hai Tere Bin
Kya Haal Jiya Ka Main Tujhse Bataon
Ek Pal Kahin Main Tujhe Bhool Na Paaon
Shaam Savere Dil Ko Mere Rehta Hai Kyon Interzar
Dheere Dheere Is Dil Ka Cheena Hai Karaar
Dheere Dheere Is Dil Ka Cheena Hai Karaar
Aankhon Ne Tumhari Meethi Baton Ne
Aankhon Ne Tumhari Meethi Baton Ne
Meri Neend Udayi Mera Chain Churaya
Sapna Sajaya Apna Banaya
Apna Banake Sapna Sajake
Chupke Se Sikhaya Pyaar
Dheere Dheere Is Dil Ka Cheena Hai Karaar
Dheere Dheere Is Dil Ka Cheena Hai Karaar
reacties 3 | bewerk | geef kudos | verstuur | kopieer | bekeken x 2078

jab ek lanka ek ladki se milta hai pelhi baar
| media | 15 Januari 2005 | 17:07:10
 
van ishq vishq
 
Jab Ek Ladka Ek Ladki Se Milta Hai Pehli Baar
Jab Ek Ladka Ek Ladki Se Milta Hai Pehli Baar
To Kya Hota Hai Bolo Yaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Jab Ek Ladki Ek Ladke Se Milti Hai Pehli Baar
Jab Ek Ladki Ek Ladke Se Milti Hai Pehli Baar
To Kya Hota Hai Bolo Yaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar Ishq Vishk Pyaar Vyaar

Dil Hai Deewana Dil Ka Fasana Dil Ne Kaha Dil Ne Suna
Ho Dil Soch Ta Hai Dil Chahat Ahi Dil Ne Tujhe Aashiq Chuna
Yeh Dil Karta Hai Baar Baar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar Ishq Vishk Pyaar Vyaar

Na Dard Jaye Na Neend Aaye Na Ek Pal Aaye Karaar
Ho Na Hosh Mein Hum Na Hosh Mein Tum
Na Jane Kya Chaya Khumar
Kar Deta Hai Kyon Bekaraar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar Ishq Vishk Pyaar Vyaar

Jab Ek Ladka Ek Ladki Se Milta Hai Pehli Baar
Jab Ek Ladki Ek Ladke Se Milti Hai Pehli Baar
To Kya Hota Hai Bolo Yaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar Ishq Vishk Pyaar Vyaar
 
reacties 27 | bewerk | geef kudos | verstuur | kopieer | bekeken x 4605

Home   weblog sinds: 2005-01-15

Ontwikkeld door punt.nl en gehost door mijndomein.nl. Problemen met de inhoud van deze log? Klik hier.